Duiya k Musafir Manzil teri Qabar hai
Tey kar raha hai jo tu 2 din ka yeh safar hai
Jab say bani hai Duniya Lakhon crore aaye
Baqi raha na koi Mitti me sab samaye
Is baat ko na bhulo sab ka yehi hashar hai
2 Gaz zameen ka tukra chhota sa tera ghar hay
ankhon say tu ne apne kitnay janaze dekhe
haathon say tu ne apne dafnaye kitne murde
Anjam se tu apne kiun itna be-khabar hay
Duniya k ae musafir manzil teri Qabar hay

No comments:
Post a Comment